1. Mera naam lekar soya karo,
  2. Khidaki kholke takiya modkar soya karo,
  3. Main bhi aaunga aapke khayaalon mein,
  4. Isliye palang par thodi jagah chhodkar soya karo… !!!